🆁🅴🅰🅻 (Quotes and Poetry) 𝔸𝕓𝕠𝕦𝕥 Munafiq people and friends
Munafiq poetry in Urdu with images text best of munafiq poetry collection in Urdu, people who had two faces are called munafiq lets disclose munafiq people around the world.
Munafiq dost poetry:
Apka samna be kabhi munafiq admi se how hoga jo ke apke samne apke ban kar dikhate hai magar appse door jaker hei wo kese or se apke burai karne lag jate hai, apke lie dil me burai rkhte hai, or apko hamesha nuksan pohnechangay. Esse logo se jitna bach sakho utna behtr hay.
Joh Dil Koh Acha Lagta Hay, Use Koh Dost Kehta Hoon
Munafiq Ban Kay Rishton Kei Siyasat Main Nhe Karta.
منافقت کے دریچوں سے روشنی لے کر
فریب دیتے ہیں اکثر رفاقتوں کے چراغ
Munafiqat Kay Darechoun Sai Roshny Lai Kr
Faraib Detai Hein Aksar Rafaqaton Kay Chiragh.
میرے ارد گر بہت ہیں
اچھی باتیں کرنے والے منافق لوگ
Meray erd gird Bohat Hein
Ache Batain Karnay Walay Munafiq Log.
دلوں میں نفرت کرتے ہیں چہرے سے پیار کرتے ہیں
منافق ایسے لوگ ہیں تلواروں سے وار کرتے ہیں
Dilon Main Nafrat Kartay Hain Chehray Sai Pyar Kartay Hain
Munafiq Eisay Log Hain Talwaroon Sai War Kartay Hain.
ہائے مرشد وہ چاند سے
چہرے ہی منافق نکلے
Haye Murshid Woh Chand Sai
Chehray Hain Munafiq Niklay
ہم نے سیکھی نہیں منافقت
جو زبان پر وہی دل میں
Ham Nay Sekhe Nahi Munafiqat
Joh Zuban Pr Wahi Dil Mein.
منافقت کا نصاب پڑھ کر محبتوں کی کتاب لکھنا
کتنا کٹھن ہے خزاں کے ماتھے پہ داستانِ گلاب لکھنا
Munafiqat Kah Nisab Prh Kr Muhabbaton Kei Kitab Likhna
Kitna Kathin Hay Khizan Kai Matay Pai Dastan-E-Ghulab Likhna
وہ شخص کسی کا نہیں ہو سکتا
میں نے اپنا بنا کے دیکھا ہے
Woh Ghulab Kese Ka Nahi Ho Sakta
Main Nai Apna Bana Kai Dekha Hay.
Khandani munafiq hein app is liye
Dostoon kei jarein khokhli kijiyai
Munafiq Hota To Hujoom Hota Meray Sath
Mukhlis Hoon Is Liye To Tanha Hoon.