100 Badmash Poetry In urdu sms

The top Best badmash Poetry in Urdu You have ever seen or read. must read this badmash poetry in the Urdu language. This One of the famous blogs for badmash and attitude poetry in Urdu.
This blog about Urdu poetry will provide the best sad poetry in Urdu. Best Sad Quotes in Urdu. 



Badmash poetry in written text is at the end if you are looking for pure Urdu then please go to the end. 




Badmash poetry in Hindi and Urdu


Aj Takk koi aysi Rani nahi Bane
Joh is Badshah koh apnaa gulam bana sakay




Darkht nahi hoon joh tum kat kar chalay jao gay
Pahar hoon giranay main teri naslain mit jayen gay



Meri badmashiyon ke to itne charchay Hain
Ke kitabay kaam padh jayegi padhtay padhtay





Tujhay kya Lagaa har Gaye hum
Hum to haar karr bhe Dushman koh jitne ke Khushi dey jaati Hai






Mere jalwon ke charchay harr gali main milenge
Chaho to Google se pooch loo



Mehfil main badmashi ke batain maat sunaya karo
Jis din ham sey takrao gay tu sudhar jao gay.





What You will get if you read badmash poetry?
After reading this poetry you will be able to give answers to your enemies.



Anjam chahe Jo bhi Ho
Ab Khel to bada he khelengay






Abhi bhi waqt hai khatm kar do mujhe
Baj Gaya to kohram macha dunga





Attitude poetry in Urdu.

Attitude Jo kal tha wo Aaj Hai
Zindagi aise jiyo Jaise baap Ka Raj hai






Jab tak shant hun shor kar lo
Kyunki jab meri Bari aaegi to awaaz bhi nahin nikal payegi





Main logon Ko jalata hun or ishi
Tarike se apni jindagi bitata hun




If You want to read Urdu text then go to the end there you will find badmash poetry in the text. written also with images.



Kuch Sahi To kuch kharab kahatay Hain log
Humain bigada hua navab kahati hain log





badmash poetry new


Tu wakif nahin mere junoon se
Nehla Dunga tujhe tere khoon se









Youn nafrat To nahi kese Se
Han lekin jo rishto ko samay Na day
Mujhe wo log pasand nhi









Hum Jaisay sirfere he itihaas rachte Hain
Samajhdar to Keval itihaas padhte Hain






Tu Mera jigri yar nahi tu to hai mera
Bhai dekh ab mache ge duniya main tanhae







Naya naya hai bete Maine Khel purane khele Hain
Jin logon ke dam pe tu uchalta hai woh mere puraane chele hai






badmash quotes in Urdu




Ham thodi si style kya maare Dushman ki Aankhen badi Ho gayi 
Abhi to entry Mari Hai aage aage dekho hota hai kya





Hum jaisy shooq na palo sahib
Hamari adaain hum par he jachti hain


Hamari Badshahi hamari nishani hai
Tujhko mujhse koi pareshani hai






Mery naam ke charchay unN galion main bhe hay
Jin main tum sher ban kar raaj karty hoo





badmash poetry in English




Jeene wale jeen lete Hain jindagi Shan se
Aur jalne wale jal kara raakh ho jaate Hai





Shareef banne ka jamana nahin rah Gaya
Kisi Ko izzat do to woh aap ko kamjor samajhta




Dard ke Kamii nahi humkoo 
Firr bhe chalay Hai uskay zakhmo pr marham laganay





Kabhi mere Aankhon me Aankhe daal karr to dekh
Tumhe bhe Pyar Na Ho jaaye to kehna






Attitude tik tok Poetry in Urdu and Hindi from youtube





Mat uljho ham sai hum khamosh zaroor hain
Magar tera shahir hela dainay ke taqat rakhtay hain.






Samal ke chal nadan ye insanon ki basti hai
Yah To rab Ko bhi aazma lete hai Teri kya Hasti Hai











Agar Aasman Wale se aapke rishte majbut hai
To Jameen wale kuchh nahin bigaad sakte









Hamari Sharafat ka fayda uthana band kar do
Jis din ham Badmash Ho Gaye kayamat aa jayegi









Hamare dost to kisi jaadui tabeej Se Kam nahin
Gale lagate he sare gam khinch lete Hain











Badshah To main kahin Ka bhi ban sakta hun
Par tere Dil ki Nagari mein hukumat karne ka maja hi kuchh aur Hai











Tere akad mere paron ke dhool hay
Muslim hay ye maat bhool






Pitaa kay dolat pai kiya ghamand karna Mazaa toh 
Tab Hay Daulat apni ho aur pita ghamand Kare





One line badmash poetry and Quote.



Bhauv hum detay nahin aur akad hum sehtay nhi.


2 line badmash poetry


Log kahatay Hain kay Mera bhee samayy aega
Main kahta hoon ke mera samay main khud launga






Dahsath banao to hamare Jaisay warna
Khaali daRana to kutte bhi jantay Hain





Short badmash poetry


Kise Koh kuch denay ke liye
Haisiyat nahi niyat chahiye



Aukat poetry 

Tujhe rehna hay toh rahay apne aukat main Varna
Main Apne aukat pea Aa Gaya tu jinaa bhool jayega.





Hath main Khanjar he nahi Aankhon mein Pani bhi chahiye
Hamen Dushman Bhi thoda khandani chahiye







Hum joh chahe tu pal bhar main bekhair dain garoor sab ka 
Sar phiron ki dunya kay nawab zadain hain ham



badmash poetry with gun

Hathiyar to shok kay liye rakhe jaate Hain
Khof ke liye Aankhen he kafi hay







Attitude to bachay dikhate Hain
Hum to logon Ko unki aukat dikhate Hain






Mere himmat ko parakhne ke gustakhi NAa Karna
Pehlay bhe kai tufanoon ka rukh Moad chuka hoon.





Kabhi ja kr kay dekh naa photo lagi Hay Thane main
Sher jaisa jigraA Chahiye teray baap ko hath lagana main





Maat karo mere peeth kay pichay baat jakar kone me
Varna zindagi beet jayegi bs ronay main




badmashi poetry


Jahan pay Tere badmashi khatam hote hay
Waha say hamare nawabi shuro hoti hay.





3 line badmash poetry Urdu Hindi


Aukaat ka to waqth Aane pay pata chalta hay
Raat ko Girdhar Kitna bhe chilla lay
Subah to shero ka hi dabdaba hota hayy.












Shor gull machanay say naam nahi Banta kaam aisa
karo kay khamoshi bhe akhbaro main chap jaye









Marne Ka maja to tab hay
Jab katil bhe janajay par Aakar roye













Badi Say badi Ha sti mit gayi Mujhe jhukane main
Beta Tu Toh koshish bhe maat Karna
Tere umr GujarR jayegi Mujhay giranay main











Rootha hua Hai mujhse is baat per zamanna
Ki Shamil nahin Hai fitrat mein meri sar jhukana









Badi Ajeeb si aadat Hai hamari
Nafrat aur Mohabbat dono badi siddat se Karte Hain









Sabhi Hero nahin ban sakte Hero ke gujarne par
Tayaliya bajane ke liye bhi To kuchh logon ki jarurat padati hai











Bhai bolne ka haq main sirf dost Ko Diya Hai
Varna Dushman Aaj bhi hamen baap ke naam se jante Hain









Kyon bojh Ho jaate Hain woh jhuke hue kandhe Sahab
Jin per chadh ke Tum duniya dekha karte the









Hamara shook to Talwar rakhay ka hay
Banduk ke liye to bachay bhe jid karte Hain




wafa ke talash thei sahab is lie kuta khareed le aye!




Chup kar baar karne Wale kayar hote Hain
Ham Badmash Hain Kayar nahin






Badmashon ki basti main
Eik he Hasti Hay only one me



badmash quotes in Urdu



Jahaan par tumhare Badshahi khatam ho jaati Hay
Vahan say hamare badmashe shuru hote hay





Dil naram dimagh garam
Baki sab meray Khuda Ka karam




Hum Badshahi main nahi Shareefon main aatay
Agar koi ungali Naa Kare





Hamari Raghu main wooh khoon daudta hay 
Tezaab pay girr jaye toh Tezaab bhe Raakh ho jaye






Hamari badmashi or dimag kaa satakna
Samnay wale pay depend karta hay.






Agar ladna Hay To maidan mein aana
Talwar bhe Teri hogi aur gardan bhi





Usko hamari Surat seh zyada
Hamari badmashio se pyar hay







Mere sadgi Nahin meri Badmash He meri pahchan Hay
Varna mere Naam ke to hazaar insan hay




Badmash Poetry Status



Awaaz key baat mat kar mere samnay
Log hamare khamoshe Ssy He dar jaatay Hain






Bakif kahan ab Dushman meri udaan say
Vah koi aur the Jo har Gaye to kahan say





Zindagi agar ek Jang Hay 
To hamari badmashi dabang hay




Vahan na dua kam karay na dawa
Jahan rob bhi Mera aur Raaz bhe Mera.





Sun beta ham risk lete Hain shaan se
Tabhi to jetay Hain bade Naam Se




Ham Badmash nahin sanskari mein
Pahle hath jod te Hain aur Na samjhe To muh Todte hai




Ham baat khatm nahin karte
Kahani khatam karte Hain




Sahi waqt per karva denge hado kaha ahsaas
Kuch talab khud Ko Samandar samajh baithe Hain.badmash poetry from Pinterest






Dushman itni aasani se nahin bante
Bahut logo ka Bhala karna padta hai





Humse ulajhna kuchh aisa hai
Jaise barood ki dher per Chingari se khelna hai


badmash poetry in Urdu written




میرے نام کے چرچے تو ان گلیوں میں بھی ہیں 
جن میں تم شیر بن کر راج کرتے ہو 




محفل میں بدمعاشی کی باتیں مت سنایا کرو 
جس دن ہم سے ٹکراؤ گے تو سدھر جاؤ گے 



هراک فردسےسنوگےتم داستان هماری
هم وه هےجو هرمحفل میں دهراےؑ جایؑینگے




لفظوں سے فتح کرتا ہوں لوگوں کے دلوں کو
میں ایسا بادشاہ ہوں جو لشکر نہیں رکھتا




Pindi badmash poetry



جوانی انکی خراب نہیں ہوتی !
جن کا تعلق پنڈی سے ہو !


badmash poetry in Punjabi


نسلی یار کدی چھڈ دے نہیں
مر جاؤں تے وکھری گل اے



سانو رب نہ مارے تے
ہور کوئی جمیا ای نہیں



تو بٹن کھول کے ٹریا کر
اے شہر کسی دے پیو دا نہیں 



اسے چلدے آں رب دے آسرے تے 
توانوں فل اجازت اے راہ ڈک لو





خُود اپنے ہی دم پرجینے کی عادت ہے مجھے
ھم نے سیکھا ہی نہیں سہارا لینا کسی کا




میرے معیار کا تقاضہ ہے
میرا دشمن بھی خاندانی ہو



تیری بدمعاشی کا سورج چاہے جتنا بلندی پہ چمکے 
ہماری حدود میں چمکا تو ڈوب جائے گا



ہم ذرا بد لحاظ سے ہیں
کم ہی کسی کو راس آتے ہیں



میرے نام کے چرچے تو ان گلیوں میں بھی ہیں 
جن میں تم شیر بن کر راج کرتے ہو 



ہم جو چائیں تو پل بھر میں بکھیر دیں غرور سب کا
سر پھروں کی دنیا کے نواب زادے ہیں ہم 






دیکھ کے دشمنوں کو ہم مسکرا دیتے ہیں
یقین کرو پھر وہ پوری رات سوتے نہیں



خاموش مزاجی تمہیں جینے نہیں دے گی
اس دور میں اگر جینا ہے تو کُہرام مچا دو



مجھے پتا ہے میری خودداریاں تجھے کھو دیں گی
لیکن میں کیا کروں مجھے مانگنے سے نفرت ہے





زندگی سے بڑھ کر اپنے اصول عزیز رکھتا ہوں
میری تربیت میں نہیں شامل کسی منافق کا احترام





مجھ کو کسی سے کوئی شکایت نہیں رہی
دنیا کو گلا ہے تو رہے میری بلا سے




میری شخصیت کسی تعارف کی محتاج نہیں
میرا خلوص ہی کافی ہے میری پہچان کے لئے




بے خوف زندہ لہجوں میں کرتا ہوں گفتگو
خود ساختہ خُداؤں سے ڈرتا نہیں ہوں میں




درخت نہیں ہوں جو تم کاٹ کر چلے جاؤ گے 
پہاڑ ہوں گرانے میں تیری نسلیں  مٹ جائیں گی





مت الجھوں ہم سے ہم خاموش ضرور ہیں 
مگر تیرا شہر ہلا دینے کی طاقت رکھتے ہیں 




ہم جیسے شوق نا پالو صاحب 
ہماری ادائیں ہم پر ہی جچتی ہیں 




بدمعاشی کی باتیں ہمارے سامنے نہ کرنا صاحب
جس کتاب کو تم نے پڑھا ہے وہ کتاب ہم نے ہی لکھی ہے




منافقت کی سیاست ہم کرتے نہیں
اور مخالفت ہماری کے تم قابل نہیں




تمنا سربلندی کی مجھے بھی تنگ کرتی ہے
مگر میں دوسروں کو روند کر اونچا نہیں اُڑتا





جب دل فقیری پہ اتر آئے "جناب"
تو الجھ پڑتے ہیں بادشاہوں سے بھی ہم




ہر اک فرد سے سنو گے تم داستان ہماری
ہم وہ ہیں جو ہرمحفل میں دہرائے جائنگے




اطمیناں رکھے
وقت سب کی اوقات دکھادے گا 



میرے لفظوں کے تیروں نے اسے مار ہی ڈالا
جسے بڑا مان تھا سنگدلی پہ اپنی



بدل دینگے اپنی زندگی اس طرح
دیدار تو دور لوگ بات کرنے کو بھی ترسیں گے


 ہم پر اترے ہیں حوصلے کمال کے

دشمن منتظر ہی رہے ہمارے زوال کے⁦





Life Quotes badmash poetry 

چہروں کو بے نقاب کرنے میں۔۔!!
اے بُرے وقت تیرا سو بار شکریہ۔۔!

چار دن کی زندگی ہے
کیا لینا ہے چار دنوں کا




Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Advertisement