Attitude Poetry, Quotes, Status And Captions In Urdu
Welcome, Everyone to one of the best attitude poetry in the Urdu blog. We came up with a new article about attitude poetry in Urdu, you would have read too many poems about attitude but we have something new and fresh for you on attitude. Some People came for attitude poetry with text while others are searching just for images to share on social media with their friends and family or use this poetry for posts and articles on different social media platforms. So don't be afraid if you are looking for perfect poetry on google so you are now at the very right place. We come up with a very demanding topic on the internet.
Mujhay Nafrat pasand hay
Lakin dikhaway ka pyar naahi.
Ham buray hay ismay koi shak naahipar koi bura kahay itna ko koh haq naahi.
More posts are waiting for you.
Adab Karo Hamara
Baap hoon tumhara.
Its can also be like this adab karo mera baap hoon teraa.
Poetry on attitude for young people
Khud ko saab kuch samjhanay waloon ko
Ham kuch bhe naahi samjhaa kartay.
Aab maza lay meri nafrat ka.
Ham jesay bhe haai apnay naam saay janaay jaatay hain.
Aukkat Poetry in Urdu
Hamare aukaat dikhnay kay liye
Tumhaare aukaat ka hoona bhe zaroori hay.
par mujhay dosro ka attitude thodnay ka shook shay.
Ham samandar ke tarahh chup hai keh ham jantaay hain
ham sabar na kartay to kayamat kartay.
Izzat karnay say attitude quote
Izzat karnay say izzat mile geyThukrao gay to tukra diyai jao gay.
Meray iraday bilkul saaf hotay hainkuch harami mere khilaf hotay hain.
Udhar hein le chalo kashti wahan toofan ayaa hai.
tarastay hain woh loog jin say miltay nahi ham.
lakin jahan kei eint ho! akhir wahin pay laghtein hai.
Main jesa bhe hoon Allahamdullilah behtireen hoon.
Powerful attitude poetry in Urdu which you can copy and paste for your projects.
Mujhay toorna walay hazar ayai
dekh main ajj bhe qaimm hoon. Top-level urdu poetry for attitude lovers
Copy-paste attitude poetry in Urdu
Jahan say tere badShahi khatam hote haywahan say mere nawabi shorohotei hay.
Attitude Shayari Urdu
Ghum bahri shayri to shauk say karta hoon,
warna kese Baap kei pari ma itna dum nahi hamara dil thoday.
Attitude Quotes For Players.
Attitude ka andaza yahin say laga loo
Tum player Banna chahty hoon aur ham game changer.
Aye andheray dekh lay moo tera kala ho gaya
May nai aankhay khol dei ghar mai ujala ho gaya.
Dil kahi hang na ho jaye
Sun Paglli Mera look apnay andar install maat krna
Dil kahi hang na ho jaye.
Ham say jo takrai ga
zameen ke andar ho jayega.
Koun hay hamaray barabar sahab
Hamare hansii bhe dushmano pay daagh hay.
Logo ko dil may naahi
unke aukaat may rakho.
Dunia gol hay
Yahan saabkay double role hay.
Youn nafrat Toh nahi kese Say
Haan Lakin jho rishton ko samaay Nah day
Mujhay wooh log pasand naahi.
Attitude Shayari in Hindi
Ham Jaisay sirphiray he etihaas rachtay Hain
Samajhdar to Kewal etihaas padhtay Hain.
Naya naya hay betay Mainay Khail puranay khaila Hain
Jin logon kay dam pay tu uchaltaa hay woh meray puraanay chalay hay
Ham thodi se style kyaa maray Dushman kei Aankhen badhi Ho gayi
Abhi to entry Mari Hay agay agay dekho hota hai kya.
Jeenay walay jey letay Hain zindagi Shan say
Aur jalnay walay jal kar raakh ho jaatay Hay.
Agar Aasman Walay say apkay rishtay mazboot hay
Toh zameen walay kuch nahi bighad saktay.
Hamaray Sharafatt kaa fayda uthana band kar doo
Jiss din ham Badmash Ho Gaye Qayamat a jayegey
Badshah To main kahi Kaa bhe ban sakta hoon
Pr teray Dil kei Nagari main hukumat karnay ka maza hei kuch aur Hay.
Poetry on Muslim attitude
Tere akad mere paron ke dhool hay
Muslim hay yeh maat bhool.
Quotes in Urdu about attitude
Bhav haam detay nahi aur akhad haam sehtay nahi.
Pita ke dolatt pay kiya ghamand karna Mazaa toh
Tab Hay Daulat apne ho aur pita ghamand Kare.
Log kahatay Hain kay Mera bhe samay aaega
Main kahta hun kay mera samay main khud laonga.
Dahsath banao to hamaray Jaisay warna
Khali darana toh kuttay bhe jantay Hain.
Kese Koh koch denay kai liye
Haisiyat nahi niyat chahiye.
Bhai Bhen attitude poetry and status
Ham Bhai behan kei yari Sabsay pyari
Jisay dekhe gey jaldi hei duniya sari.
Tujhay rehna hay toh raho apne aukat main warna
Main Apne aukat pr aa Gayaa toh jeena bhool jayega.
Hath main Khanjar he nahi Aankhoon meain Pani bhe chahiye
Hamein Dushman bhe thoda khandani chahiye.
Eyes attitude poetry
Hathiyar toh shook keh liye rakhay jaatay Hain
Khoff ke liye Aankhen he kafi hay.
Aukaat poetry in Urdu Hindi for boys and girls
Attitude to bachay dikhatay Hain
Ham to logoon Koh unke aukaat dikhatay Hain.
Ghaltiya kar skhta hoon
par kese ke sath ghalat nahi kr skhta.
Ukhad dikhanaay walon ko unki aukaat
dilanaay may ham deer nahi kartaay.
Sabkoon jalanaay aya hoon
baap baap hota hay ye batanay aya hoon.
toh kuch bada kese karo gay.
apnaay baap saay naahi.
Aaj Taak koi aisi Rani nahin Bany
Joh is Badshah koh apnaa gulaam bana sakay.
Angry attitude poetry in Urdu
Mere badmashiyon keh toh itnay charchay Hain
Ke kitabain kum paadh jayenge padhtay padhtay
Tujhaay kya Lagaa hr Gayai hum
Hum toh haar kr bhe Dushman koh jitnay ke Khushi dey jaatay Hain.
Mere jalwoon ke charchay hr gali main milangay
Chahoon toh Google say pooch loon.
Dard ke Kame nahi hamko
Fir bhe chalay Hain uskay zakhmo pr marham laganay.
haam he hain tumhaaray baap.
mainay talauk kahatam kia.
baas nazroo say gir gaye hai kuch loog.
Sun betha jhoolay pay jhool
apnay aukaaat maat bhool.
May kese say naraz nahi hota
bas nazroo say gira deta hoo.
Attitude poetry in Urdu 2 lines text
May meray attitude kay lie mashoor hoon
is liye babu shoona say door hoon.
Attitude Shayari in Urdu for girl
سمندر کی طرح ہے اپنی پہچان
اپپر سے خاموش اندر سے طوفان
Samandar ke tarah Hay Apne Pehchan
Upar say Khamosh Andar Say Tafoon.
New attitude poetry in urdu
Aab na haam kese samandur kee taraah hay apne pechan
uper say khamosh andar say toofan.
tu apne aukat main rehna aur hamain maaat sikhana.
Urdu attitude poetry in English
hamare sharafat ko hamari kamzoori maat samajhna
warna hamaray waar ko tere naslain yaad rakheen ghe.
Attitude quotesQuotes about attitude in urdu
Attitude images with poetry in Urdu
Izzat attitude poetry in Urdu
Iizzat or ehtiram sab ko doo
Do din kum Geo magar ehtiram say geo.
Attitude Shayari in Urdu
Koshish Yahi Rehti Hai Kai
Ham sai kabhi Koi Rotay Na,
Magar Nazar Andaz Karne Waloon koo
Palat Kar Ham Bhe Nahi Dekhtay.
Amazing Attitude Poetry And Lines In Urdu.
Lakh Talwarian Bhare Atei Hoon gardan Ke taraf
Sir Jukhaana Nahi Ata to Jukhain Kese.
Quotes and Poetry Video on attitude hope you will like it. This is the best attitude poetry we found on the internet just for the sake to give you the best experience.
Behavior is said to define a person's personality. Of course, it falls into two categories, good and bad. According to Churchill, attitude may be a little thing that produces an immense variation. If you are ready to improve yourself, you need to look at your attitude. One of the best things that can change a man's or woman's attitude is positive thinking. If you are willing to be good in front of others, that will be one of the deciding factors. The best thing about this simple attitude is that it can make you look like a winner or a runner. According to most people, a combination of a dynamic and positive mindset can be considered one of the best attitudes for everyone.
Top Attitude Quotes In Urdu
For Poetry with pic visit the last section of the poetry or page.
ہم سمندر کی طرح چپ ہیں کہ ہم جانتے ہیںہم صبر نہ کرتے تو قیامت کرتے
عزت کرنے سے عزت ملے گی
ٹُھکراؤ گے تو ٹھکرا دیئے جاؤ گے
میرے اِرادے بالکل صاف ہوتے ہیںکچھ ہرامی میرے خلاف ہوتے ہیں
Meray iradaay bilkul saaf hootay haain
kucch harami hamesha meray khilaf hotay haain.
سنا ہے کہ سمندر کو گُوماں آیا ہے
اُدھر ہی لے چلو کشتی جہاں طوفان آیا ہے
Sunnna hai samandur ko goomyaah aya hay
udar he lai chalo kishti jaahan toofaan aya hay.
کبھی یہ نہ سمجھنا تیرے قابل نہیں ہمترستے ہیں وہ لوگ جن سے ملتے نہیں ہم
kabhi yeeh na samjhana teray qabil nahi hay haam
tarastay hain woh loog jin say miltay nahi ham.
بھاڑ میں جاۓ من پسند شخصجو میرا بنے میں اس پہ قربانرضا
Bhaar maay jaayai mun pasand shaksh
joh mera banay may us pay qurbaan.
یہ دنیا ہے جنابمحفل میں بدنام اور منہ پہ سلام کرتی ہےYeah duniaa hai sahab
mehfil main badnaam aur moo pay salam kartay hay.
معافی غلطیوں کی ہوتی ہے
ہر جگہ منہ مارنے کی نہیں
مَیں نے تُمہیں مُنافقوں سے کھینچ کر نِکالا تَھالیکن جہاں کی اِینٹ ہو ! آخِر وَہِیں پہ لگتی ہےرضا
میں خود کا مقابلہ کسی سے نہیں کر تاسرکارمیں جیسا بھی ہوں الحمداللّہ بہترین ہوںرضا
مجھے توڑنے والے ہزار آئے
دیکھ میں آج بھی قائم ہوں
Attitude poetry in English
Itna bhi ghumaan na kar apnay jeet pe aye bekhabar,Shahar mein teri jeet se zyada charchay toh meri haar kay hain.
Jahaan saay tere badshahi khatam hote hay,
Wahan say mere Nawabi shuru hote hay.
Ghum Bhari Shayarii To Shook Say Karta Hoon,
Warna Kisi Baap Ke Pari Ma Itna Dum Nahi ke Hamara Dil Tory.
Attitude ka andaza yahin say laga lotum player banna chahtay ho our hum game changer.
Attitude poetry for a girl
Aye andhere dekh le munh tera kaala ho gaya
May ne aankhe khol de ghar may ujala ho gaya.
Logon se baat karne se behtar hai khuda se sajde me baat ki jayeLog to batain banayengay aur khuda apki Zindagi.
Sun pagli mera look apnay andar instaal mat kar lena
warna tera dil kahin hang na ho jaye.
Shoor Hamesha tamashaie karte hain
kilari nahi.
kon hai hamaray barabar sahibhamari hansi bhi dushmanon pay daagh hai
Attitude poetry in Urdu text
Mujhy nafrat pasand hai
lakin dikhaway ka pyaar nahi.
Mere khamoshi ka ehtiram kia kare
mere ilfaz ap say sehh nahi payenge.
خواب میں توخواب پورے ہونہیں سکتے کبھی
اِسلیےراہِ حقیقت پر چلا کر تا ہو ں میں
Khwab main tokhwab pore nahi ho skhte kabhi
islie rahe haqeeqat par chala karta hoon main.
دشمن اور سگریٹ کو جلانے کے بعد
کچلنے کا مزہ ہی کچھ اور ہے
Dushman aur cigratte koh jaalnay kay baad
kuchalnay ka maza hein alaag haain.
سبکے دلوں میں دھڑکنا ضروری نہیں ہوتاصاحب
لوگوں کی آنکھوں میں کھٹکنےکا بھی ایک مزہ ہے
Jukta Wohi Hai Jis Main Jaan Hoti Hai
warna akarna to murdo ka kaam hain.
Hamare Ishq Nay Mashoor Kar Diya ay Bewafaa,
Nahi To Tu Surkhiyon Main Rahe, Itni Aukaat Nahinn.
Attitude poetry in English
King kay Mahal Mai AaKay uSKA pataa naahi Puchtee!!
Ghulamoo kay JhukaY Sir khud Rasta Bata detty hen! Sammhy?
Attitude poetry in Urdu and Hindi
Dil Se Agar De To Nafrat Bhi Kabool Hay,
Khairat Me To Teri Mohabbat Bhi Manjoor Nahi.
Tu Mere Saath Nahi Chal Koi Baat Nahi, Lekin
Yeh Banda Tere Liye Aansu Bahaye Aisi Teri Aukaat Nahi.
Kaabil Najro Ke Liye Ham Jaan De De Par,
Koi Gurur Se Dekhe Ye Hame Manjoor Nahi.
Vahi Hamare Kaabil Na Tha Dosto, Varna,
Mohabbat Ki Kya Aukaat Jo Hame Thukara De.
Shoor Karty Raho Tum Surkhiyon me Ane ki
Hamari to Khamoshiyan v ik Akhbaar hain.
Wasta nahi rakhna to nazar kyu rakhte ho
kis haal main hoon zinda, khabar kyu rakhte ho.
Conclusion:
The poetry is designed for every kind of person from every region who loves attitude poetry. These poetry lines are taken from Facebook and different social media platform. This article will be updated with the passage of time it means you can come every day and take new poetry for yourself. if you know and want to publish your attitude poetry then you can send you to our email address in the contact form we will publish it. and will mention your name or your social media account. Share this poetry with friends relatives and your family so that the QuotePoetry.com blog grows we have share buttons for you everywhere on the blog it will share very easily.
Do you want a pdf of attitude poetry or quotes in Urdu and in Hindi? Then contact us we will prove it to you for free of cost. Here we cannot post that much poetry due to plagiarism but we can provide you a full pdf file where you can copy and paste poetry.
In case you like the poetry and you want to support us then please share this poetry post on social media we have added buttons.