Beautiful Islamic Poetry | Poetry About Islam
best Islamic poetry new Islamic poetry. Sad poetry inspirational poetry
Powerful motivational poetry about the fastest growing religion on planet Islam, our poetry is written to motivate you and make you love Islam more and know about Allah and Islam we want to increase your knowledge about your religion.
What stops you to pray Allah, if you find it difficult to come toward Allah then make your heart bigger for Islam and think about the reality of the world is nothing just a small piece of gran which doesn't have any importance in the eyes of Allah everything here will not last forever everything you do will be destroyed one day you will just live with your deeds only so keep patience and follow the path of Allah. Make your belief stronger in Allah and you must know that Allah will always want better for you.
For those who love Islam, we have collected some poetry related to Islam, Islam is the religion of peace and the last religion from Allah. Do you know what does Islam means, the mean of Islam is to submit your will to Allah. Be real while you follow Islam because Islam is a very peaceful religion, and don't defame Islam.
Zamanay Ka Sahara Tou Bazahr Aik Dikhawa Hay
Hakekat Mein Mujhay Mera Khuda Girnay Nahe Deta.
زمانے کا سہارا تو بظاہر اِک دکھاوا ہے
حقیقت میں مجھے میرا خدا گرنے نہیں دیتا
Islamic poetry |
tumhe kia laghta hai ke har ah khali jayege
na an na!!! in me se koi to tumhare dunia hilay ge
Islamic poetry |
Nigah e lutf se aik bar pir dekho ghulamo ko
paresahan haal hai ummat apke yar Rasool ALLAH (saw) ke
Islamic poetry |
Wo jo pattar me khero ko paal sakhta hai
wohi koi rasta nikal skhta hai
Jo kun fayakoon ka malik hai
aik wohi ye musibat taaal sakhta hai
Islamic poetry |
Tere darr pe kyu na sawal karon
tu Raheem be hai to Kareem be hai
Islamic poetry |
Ishq ke panchon(5 on) nukto se sacha hai
nikkah ke noon ka aik nukhta.
Best poetry about Islam in Urdu and Hindi great poetry which can make your heart melt about Islam, Islam kay bare me bohat he zabardast Shayari wo be Urdu ke zuban may sirf apke lie.
Islamic poetry |
Milna hai agar ALLAH se mushla bicha kar dekh.
milta kia hai nimaz me sajdo me ja ke dekh.
Islamic poetry |
matha to lao choom lo, soghat doon tumhen
tum ne jo has ke mere zindagi haram ki
Islamic poetry |
wakth par nimazain ada na ke jayen to
be wakth azanian dene padhte hai
Islamic poetry kyu logo ko marna asan laghta hai? kya qabar, hashar, hisab mazak laghta hain? |
“Doctors can treat you, but only ALLAH can heal you”
Hidayat Poetry in Urdu
Is Khak Ko Hidyat Day Mola
Us Khak May Milnay Say Pehlay.
Hanse Aati Hay Mujhay Hasrat-e-Insan Pr
Gunnah Karta Hay Khud Lannat Bhejta Hay Shaitan Pr.
Islamic Poetry By Mirza Galib
Yeah Qayanat Hay Itayat Hay Ke Chahat Hay Ghalib
Hum Too Razi Hein Woh Jis Haal Mein Jesa Rakhay
Islamic Poetry By Allama Iqbal
Sirf ehsaas-e-nidamat aik sajda aur chasham tar
Ayy khuda kitna asaan hay manana tujh koh.
Zindage Koh Ramazan Jesa Bana Lo
Tu Mout Eid Jese Ho Gei.
Mujhay Is Tarah Apne Muhabbat Mein Masroof Kr Day Mere Allah
Mujhay Saans Takk Naaah Aye Teray Zikar Kay Beghair.
Islamic Poetry By Mohsin Naqvi
Koun Minatein Mangtha Hay Auron Kay Darbar Say
Woh Kon Sa Kaam Hay Joh Hota Nahi Tere Parwardigar Say.
Islamic Poetry On Love
Mein Kesay Maan Loun Kay Koi Meraa Naahi Raha
Jab Takh Khuda Ke Zaat Hay Tanha Nahe Hoon Mein.
Islamic Poetry On Jihad
Soda Gari Naahi Yeah Ebadat Khuda Ke Hay
Aay Be-Khabar Jazah Ke Tamanna Bhe Chorr Day.
Islamic Poetry On Hijab In Urdu
Mith jaye gunahoon ka tasawurr is jahaan say
Agar ho jaye yaqeen kay khuda dekh raha hay.
Islamic Poetry On Namaz
Joh Mein Sar Basajdah Howa Kabhi, Tou Zameen Say Aanay Lagi Sadah
Tera Dil Tou Hay Sanam Aashna, Tujhay Kya Milay Gah Namaz Mein.